Allama iqbal shayari in hindi
Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo
Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo
Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo
Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo
Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….
Sab kch mila sukun ki daulat nhi mili
Ek Tjhko bhool jany ki mohlat nhi mili
Krny ko boht kaam thy apny ly mgr
Hmko Tre khayal se Fursat nhi mly
Bani aghyar ki ab chahne wali duniya,
Rah gayi apne liye ek khayali duniya,
Hum to rukhsat hue auron ne sambhali
duniya,
Phir na kehna hui Tauheed se khali
duniya,
Hum to jeetein hain ke duniya mein tera naam rahe.
Kahi mumkin hai ke saaqi na rahe
jaam rahe.
Share with us more Allama iqbal shayari in hindi .in comments section below.
- Iqbal shayari
Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo Dushman k iradon ko hy zahir agar karna Tum - Allama iqbal shayari
tu zameen se anay lagi sada tera dil tu hai sanam aashna tujhe kya milega namaz mein... Amal se zindagi banti hai, jannat b jahanum b yeh khaaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai paani paani kr gayi mujhko qalandar ki woh baat tu jhuka jo ghair k agay na tan tera na man tera.. Share with