advertise Online Pakistan

Category: Aitbaar Shayari

Aitbaar Tootay Tou

Aitbaar Tootay Tou
Wo Bhi Aisay Logon Par
Jin Ko Apna Ham Janain
Jab Bhi Gham Say Bhojhal Hon
Un Ko Mahraba’n Manain
Aitbaar Totay Tou
Aisay Zakhm Miltay Hain
Jo Kabhi Nahi Bhartay
Mahraban Sayee Jab Ham Say Rooth Jayen To

Read more »

Bewafa Pay Aatibar Karna

Kiya Zaroori Hai Pyar Karna
Kisi Bewafa Pay Aatibar Karna
Wo Khely Khel Humse Dil Ko Tar Tar Karna
Tu He Bata Bewafa Zaroori Hai Phir Say Pyar Karna

Tum Per Aitebaar Nahin

Wo Kahti Hai Tum Per Aitebaar Nahin
Wo Kahti Hai Mujhaie Tum Sai Pyaar Nahin
Phir Bhi Ankhion Ki Katoori Mai Ansoon Ko Sajjay
Kahti Hai Maat Jana Siwa Tairay Maira Koi Ghumgusaar Nahin

Aghar Aitbaar Hota

Tere Waadey Par Jiye Hum To Yeh Jaan Jhuth Jaanan
Ke Khushi Se Mar Nah Jaate Aghar Aitbaar Hota

Mai Aitebaar Na Kerta To Aur Kia Kerta

Wo Jhoot Bol Raha Tha Bade Saleeqe Se
Mai Aitebaar Na Kerta To Aur Kia Kerta

Ek Bewafa Pe Mein Ne Aatibar Kiyo Kiya

Ek Bewafa Pe Mein Ne Aatibar Kiyo Kiya
Sochta Hun K Chahat Ka Iqrar Kiyo Kiya

Chor Kar Tanha Jane Wale Ye To Batata Ja Hum Ko
Mujh Ko In Rahon Pe La Kar Itna Bey Qarar Kiyo Kiya

Mein Kitna Magan Tha Apni Dastoor-E-Zindagi Mein
Tu Ne Ghaiyal Kar K Mujhe Apna Talab Gar Kiyo Kiya

Read more »

Tere Firaaq K Lamhe Shumar Karte Hoye

Tere Firaaq K Lamhe Shumar Karte Hoye,
Bikhar Gaye Hain Tera Intizaar Karte Hoye

To Mai B Khush Hoon Koi Us Se Ja K Keh De,
Agar Wo Khush Hai Mujhe Be-Qarar Karte Hoye

Mai Muskurata Hua Aaine Mai Ubhrunga,
Wo Ro Parega Achanak Singhaar Karte Hoye

Read more »

Wafa Mein Ab Yeh Hunar

Wafa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtayaar Karna Hai
Woh Sach Kahay Na Kahay Aitbaar Karna Hai

Yeh Tujh Ko Jagtay Rehnay Ka Shouq Kab Se Huwa?
Mujhay Tow Khair Tera Intezaar Karna Hai

Hawa Ki Zad Mein Jalanay Hein Ansouon K Chiraagh
Kabhie Yeh Jashan Sir E Raahguzaar Karna Hai

Read more »

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12

Advertisement





More about Aitbaar Shayari and Poetry in Urdu and Hindi


Aitbaar Shayari,Shayari On Aitbaar,Aetbaar Shayari,Hindi Shayari Aitbaar,Aitbaar Sms,Aitbaar Text Shayari,Trust Poetry,Trust Poems In Hindi,Aitbar Urdu Shayari,Aitbar 140 Words