advertise Online Pakistan

Advertisement

Mujhe de rahen hain tasalliyan wo har ek taza payam se – Jigar Moradabadi

mujhe de rahen hain tasalliyan wo har ek taza payam se
kabhi aake manzar-e-am par kabhi hat ke manzar-e-am se
na garaz kisi se na vasta, mujhe kam apne hi kam se
tere zikr se, teri fikr se, teri yaad se, tere naam se
mere saqiya, mere saqiya, tujhe marahaba, tujhe marahaba
tu pilaye ja, tu pilaye ja, isi chashm-e-jam ba jam se
teri subh-o-aish hai kya bala, tujhe ae falak jo ho hausla
kabhi karale aake muqabila, gam-e-hijr-e-yar ke sham se

Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi

Here is Some Related Poetry or shayari
  • Mujhe de rahen hain tasalliyan wo har ek taza payam se – Jigar Moradabadi
    mujhe de rahen hain tasalliyan wo har ek taza payam se kabhi aake manzar-e-am par kabhi hat ke manzar-e-am se na garaz kisi se na vasta, mujhe kam apne hi kam se tere zikr se, teri fikr se, teri yaad se, tere naam se mere saqiya, mere saqiya, tujhe marahaba, tujhe marahaba tu pilaye ja, tu pilaye ja, isi chashm-e-jam
  • Jawan hai raat saqiya sharab la sharab la – Madan pal
    jawan hai raat saqiya sharab la sharab la zara si pyas to bujha sharab la sharab la tere shabab par sada karam rahe bahar ka tujhe lage meri dua sharab la sharab la yahan koi na jee saka na jee sakega hosh mein mita de naam hosh ka sharab la sharab la tera bada hi shukriya pilaye ja pilaye ja na zikr
  • Jab bhi aati hai teri yaad kabhi sham ke bad – Krishan Adeeb
    jab bhi aati hai teri yaad kabhi sham ke bad aur bad jati hai afsurdadili sham ke bad ab iradon pe bharosa hai na tauba pe yaqin mujh ko le jaye kahan tashnalabi sham ke bad yun to har lamha teri yaad ka bojhal guzra dil ko mahasus hui teri kami sham ke bad yun to kuch sham se pahale bhi
  • Phir mujhe dida-e-tar yaad aaya – Mirza Ghalib
    Phir mujhe dida-e-tar yaad aaya dil jigar tashna-e-fariyad aaya dam liya tha na qayamat ne hanoz phir tera vaqt-e-safar yaad aaya sadagi haye tamanna yani phir wo nairang-e-nazar yaad aaya uzr-e-vamandagi ae hasrat-e-dil nala karta tha jigar yaad aaya zindagi yun bhi guzar hi jati kyon tera rahguzar yaad aaya kya hi rizavan se ladai hogi ghar tera khuld mein gar yaad aaya aah wo jurrat-e-fariyad kahan dil
  • Kya ye bhi zindagi hai ki rahat kabhi na ho
    kya ye bhi zindagi hai ki rahat kabhi na ho aisi bhi to kisi se mohabbat kabhi na ho wada zarur karte hain aate nahi kabhi phir ye bhi chahate hain shikayat kabhi na ho sham-e-visal bhi ye tagaful ye berukhi teri raza hai mujhko masarrat kabhi na ho ahabab ne diye hain mujhe kis tarah fareb mujhasa bhi koi sada tabiyat

Advertisement



Share Your Poetry / Shayari