Nigaah Ko Apni Lagaam Mei
Ek Roz Hum Se Kehne Lagi Ek Gulbadan
Ainak Se Baandh Rakhi Hai Kyun Aap Ne Rasan
Milta Hai Kya Isi Se Ye Andaz-E-Fikr-O-Fun
Hum Ne Kaha Ki Aisa Nahi Hain Janab-E-Man
Baithe Jahan Hasin Hon Ek Bazm-E-Aam Mein
Rakhte Hain Hum Nigaah Ko Apni Lagaam Mein…..
Here is Some Related Poetry or shayari
- Dil Se Teree Nigaah
Dil Se Teree Nigaah Jigar Tak Utar Gayee Donon Ko Ik Adaa Mein Razaamand Kar Gayee Farda-O-Dee’n Ka Tafarqa Yak Baar Mit Gaya Kal Tum Gaye Ke Ham Pe Qayaamat Guzar Gayee Maara Zamaane Ne ‘Asadullah Khaa’n’ Tumhe Woh Walwale Kahaan, Woh Jawaanee Kidhar Gayee ?