Zakham Nasoor Huwe
Zakham Nasoor Huwe, Ilaaj-E-Dard Mumkin Na Huwa
Ashq Bahaane Ka Mera Silsila Bhi Dekho Kam Na Huwa
Mujhe Hairat Huwee Apne Zakhmon Ko Dekh Kar Kyun Ki
In Masoomo’n Ke Liye Ab Tak, Koi Ejaad-E-Marham Na Huwa
Share By : Bindu Mahajan


