Ek Sawal Ka Jawab
Har Ek Sawal Ka Usko Jawab Kya Dete
Hum Apni Zaat Ka Usko Hisaab Kya Dete
Jo Ek Lafz Ki Khushbo Na Rakh Saka Mehfooz
Hum Us K Haath Mai Pori Kitaab Kya Dety
|
Har Ek Sawal Ka Usko Jawab Kya Dete
Hum Apni Zaat Ka Usko Hisaab Kya Dete
Jo Ek Lafz Ki Khushbo Na Rakh Saka Mehfooz
Hum Us K Haath Mai Pori Kitaab Kya Dety
Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar Krna
Unhain Apni Aagosh Mein Lena
Unhain Pyar Se Thapki Dena
Or Kehna
Unhain Koi Yad Krta Ha
Ae Barish Apne Nanhe Qatron Se
Un K Chehre Ko Bigho Dena Un K
Galon Ko Chom Lena Un K
Hathon Pe Bosa Dena Or Kehna
Unhain Koi Yad Krta Hai
Ae Pholo Apni Khusbo Se Un K
Angan Ko Mehka Dena Un K
Ghar Ko Moatar Rakhna Apni
Pattian Un Pe Bikhra Dena Unhain
Halka Sa Jagana Or Kehna
Unhain Koi Yad Krta Ha