Neend Apni Bhula K
Neend Apni Bhula K Sulaya Hum Ko
Aanson Apnay Gira K Hansaya Hum Ko
Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko
Allah Ne Maa Baap Banaya Jinko
|
Neend Apni Bhula K Sulaya Hum Ko
Aanson Apnay Gira K Hansaya Hum Ko
Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko
Allah Ne Maa Baap Banaya Jinko
Hum Bhi Araam Utha Saktay Thay Ghar Pe Reh Kar
Hamain Bhi Paala Tha Maa Baap Ne Dukh Seh Seh Kar
Waqt E Rukhsat Unnhain Itna Bhi Na Aye Keh Kar
Goud Main Ansu Jo Tapkay Rukh Se Beh Kar
Ussay Hi Tifal Samajh Lena Ji Behlanay Ko
Hum Ne Jab Wadah E Ghurbat Main Qadam Rakha Tha
Doour Tak Yaad E Watan Ayee Thi Samjhanay Ko.