Aap Se Bicchade Muskuraa Na Sakenge
Pyaar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge
Chaah K Bhi Aapko Bhula Na Sakenge
Aap Hi Ho Mere Labo Ki Hasi
Aap Se Bicchade To Kabhi Muskuraa Na Sakenge
Share By : Abhishek Rawat
|
Pyaar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge
Chaah K Bhi Aapko Bhula Na Sakenge
Aap Hi Ho Mere Labo Ki Hasi
Aap Se Bicchade To Kabhi Muskuraa Na Sakenge
Share By : Abhishek Rawat
Aapse Dur Hokar Hum Jaaynge Kahan
Aap Jaisa Pyaar Hum Paayenge Kahan
Dil Ko Toh Kaise Bhi Samjha Lenge Lekin
Aankhon Ke Aansoon Chupaayenge Kahan
Jis Ki Qurbat Main Karar Bohut Hay
Us Ka Milna Dushwar Bohut Hay
Jo Meray Hathon Ki Lakiron Main Nahin
Us Shakhs Say Mujhey Pyar Bohut Hay
Ishq Ibadat Hai Ise Khone Mat Dena, Bewafaai Gunah Hai Ise Hone Mat Dena, Agar Aapne Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Hai Qasam Hai Us Pyaar Ko Rone Mat Dena.
Tumhari Chahhat Ka Aidrak Hoa Tha Mujhay
Tum Say Piyar Yohi To Nahi Hoaa Tha Mujhay
Tumhari Razamandi Ka Yaqeen Hooa Tha Mujhay
Tum Say Aiqrar Yo Hi To Nahi Hoa Tha Mujhay
Tumhari Wafa Ka Hosla Mila Tha Mujhay
Tum Say Ainkar Yonhi To Nahi Hoa Tha Mujhay
Kya Fayada Kisi Ko Chahane Ka ?
Kya Fayada Kisi Ki Yadon Me Aansu Bhane Ka ?
Jo Samjhe Na Kisi Ke Dil Mein Basa Pyaar..
Kya Fayada Uske Pyaar Mein Dil Ko Tadpane Ka