Safar Me Dhoop To Hogi
Safar Me Dhoop To Hogi
Jo Chal Sako To Chalo
Sabhi Hain Bheed Me Tum Bhi
Nikal Sako To Chalo
Kisi Ke Vaaste Raahen
Kahan Badalti Hain
Tum Apne Aap Ko Khud Hi
Badal Sako To Chalo
|
Safar Me Dhoop To Hogi
Jo Chal Sako To Chalo
Sabhi Hain Bheed Me Tum Bhi
Nikal Sako To Chalo
Kisi Ke Vaaste Raahen
Kahan Badalti Hain
Tum Apne Aap Ko Khud Hi
Badal Sako To Chalo
Mera Saara Safar Us Ki Khushboun Mai Kata
Muje To Rah Dikathi Thi Chahatain Us Ki
Main Barishon Main Juda Ho Gayi Us Se Magar
Yeh Mera Dil, Meri Sansain Amaanatain Us Ki.
Chalo Tum Saath Toh
Zindgi Suhana Safar Ho Jaaye
Raho Jab Saath Toh
Apna Bhi Ek Ghar Ho Jaaye
Muskuraao Tum Jab-Jab Toh
Phoolo Mai Mehak Ho Jaaye
Lehraao Kabhi Baalo Ko Toh
Fiza Mai Baarish Ho Jaaye