Ulati ho gain sab tadabiren, kuch na dawa ne kam kiya-Meer Taqi Meer
ulati ho gain sab tadabiren, kuch na dawa ne kam kiya
dekha is bimari-e-dil ne aakhir kam tamam kiya
ahd-e-javani ro-ro kata, piri mein lin aankhen mund
yani raat bahot the jage subah hui aaram kiya
Poet of the Poems / Ghazal or Nazam :Meer Taqi Meer


