advertise Online Pakistan

Posts tagged: Zakhm SMS

Zakhm shayari

Jabeen E shauq pe gard E malaal chaahti hai Meri hayaat,

  safar ka  m’a’aal chaahti hai MaiN

vus’atoN ka talabgaar apne ishq mein huN Woh

meri zaat mein ek yerGhamaal chaahti hai HamaiN

pata hai K us mehrbaaN ki charaa-gari Hamaare zakhmoN ka kab indmaal chaahti hai Tumhare baad meri aankh zid pe aagayi hai

 

 

Wo mujhe aa kr sadaa de jaye ga
Zakhm-e-dil ko phir hawa de jaye ga

Jab b aye ga wo mere saamny
Soch ko ek zawiya de jaye ga

Muskura kr sab se milna dosto
Jo b guzry ga
dua de jaye ga

Muntzir hy dil nye ilzam ka
Ab k aye ga
to kya de jaye ga

Zakhm de ya phool de
apna naseeb
Jo hy qismat ma likha
de jaye ga

Ab k shayd meherbaaN ho kr mere
Aoraaq-e-dil ko haashiya de jaye ga

 

Wo Bazahir Jo Zamaney Say Khafa Lagta Hay..!!
    Hanns Kay Booley Bhi Toa Duniya Say Judda Lagta Hay..!!

    Aurr Kuch dheirr Na Bujne Dhe Issey Rab-e-Saher..!!
    Doob’ta Chaand Mera Dast-e-Duaa Lagta Hay…!!

    Jis’say Moun Pairr Kay Rastey Ki Hawa Guzri Hay…!!
    Kisi Ujray Howey Aanghan Ka Diaa Lagta hay…!!

    Ab Kay Sawan Mein Bhi Zardii Na Gaye Chehroon Ki..!!
    Aisay Mausum Mein Toa Jungle BHi Harra Lagta Hay…!!

    Shaher Ki Beer Mein Khultey Hein Kahan Uskay Naqoosh..!!
    Aa’oo Tanhayee Mein Sochein Keh Woh Kiya Lagta Hay…!!

    Mounn Chupaye Howey Guzra Hay Jo Eh’baab Say Aaj…!!
    Uski Aankhon Mein Koi Zakhm Naya Lagta hay…!!

    Abb Toa Mohsin Kay Tasawar Mein Utter Rab-e-Jaleel…!!
    Iss Udasi Mein Toa Pathar Bhi Khuda Lagta Hay…..!!!

Share with us more Zakhm shayari .in comments section below.

Bad Dua Na Kehna

Maire Jazbo Ko Tum Rahega Na Karna
Muje Beech Rah Mai Tum Tanha Na Karna

Mairi Sub Manzale Tumhi Se Hai Sanam!
Tumhi In Rastho Ka Nishan Mita Na Dena

Jin Zahkmo Ko Seh Na Sako Mai Kabhi
Tum Muje Isi Koi Kari Saza Na Dena

Tum Maire Siwa Kisi Or Ko Na Chaho Gey
Ye Diwangi Hai Mairi,Ise Shikwa Na Samjna

Agar Zindagi N Sath Na Diya Kisi Mor Pe
To Tum Muje Argaz Bewafa Na Kehna

Duniya Mai Hazaro Dil Totate Ho Gai Par
Hum Safar Tum Muj Se Kabhi Juda Na Hona

Khuda Kare Mairi Maut Bi Tere Sath Ho
Ye Ishq Hai Mariam Ka Ise Bad Dua Na Kehna


Advertisement





Zakhm SMS, poems and Ghazals


Zakhm SMS shayari sms in Urdu for your friends. Zakhm SMS poetry , ghazal , poem and sher o shayr in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Zakhm SMS shayari Collection Online.