Dukh Dard Ke Maaro Se Mera Zikar Na Karna,
Ghar Jao To Yaaron Se Mera Zikar Na Karna,
Woh Zabt Na Kar Payenge Aankhon Ke Samundar,
Tum Raah Guzaron Se Mera Zikar Na Karna,
Phoolon Ke Nasheman Mein Raha Hoon Mein Sada Se,
Dekho Kabhi Khaaron Se Mera Zikar Na Karna,
Read more »
Tags: Aankhon Ke Samunder, Afsaana Shayari, Andhere Shayari SMS, Dukh Dard Ke Maaro Se Mera Zikar Na Karna, Dukh Dard Shayari SMS, Dukh Dard SMS, Galat Rang SMS, Kahani Shayari, Mera Zikar, Nasheman Shayari, Samunder Ki Sahyari, Yaaron Se Mera Zikar, Zabt SMS, Zikar Na Karna
Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na Karna
Ghar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na Karna
Woh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay Samander
Tum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na Karna
Pholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada Say
Daikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na Karna
Woh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro Dain
Is Bar Bharoon Say Mera Zikar Na Karna
Shayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah Dikhay
Tum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na Karna
Kaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai Dain
Afsana Nigaroon Say Mera Zikar Na Karna
Gehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha Ker
Darya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na Karna
Woh Shaks Melay To Usay Her Bat Batana
Tum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna