advertise Online Pakistan
April fool sms 2013, 1st April Messages, Easter sms Wishes, quotes sayings, Romantic & love sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Lal Bahadur Shastri Jayanti sms messages

Advertisement

Paida hua tha usi din

Paida hua tha usi din
Jis din bapu ne liya the janam
Bharat Pak yudh mein jisne
Tod diya duniya ka bharam
Ek rha hai bharat sab din,
Sda rhega ek
Yugo yugo se rhe hai isme
Bhasha-Bhav anek
Aastha or vishwas aneko hote hai manav ke
Lakin manavta manav ki
Rahi sada hi nek
Kad se chota tha lakin tha
Karam se bada mahan
Ho sakta hai kon, Guno
Weh sanskriti ki santan

(Lal Bahadur Shastri Jayanti sms)