advertise Online Pakistan
April fool sms 2013, 1st April Messages, Easter sms Wishes, quotes sayings, Romantic & love sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Noha Sms messages

Noha sms messages and Noha text messages for your mobile phone. All Noha sms messages collection on Noha sms website on internet.

Advertisement

Imam Hussain sms messages collection

Posted in Muharram sms,Noha Sms by SMS Master

Following is some of the imam hussain sms messages collection

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain

———————————————

Islam Ke Daman Men Bas Is Ke Siva Kya Hai
Ek Zarb-E Yadulla Hi Ek Sajda-E Shabbiri

———————————————

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari
Jo Na Batil Se Daren Hain Vahi Shiâan-E Hussain

———————————————

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai
Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Bad

———————————————

Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap Laeen Hai
Jo Jabar Ka Munkir Nahi, Woh Munkire Deen Hai

muharram poetry / shayari in Urdu about Karbala

Posted in Muharram sms,Noha Sms by SMS Master

Following is the muharram poetry / shayari in Urdu about Karbala

Salam Ya Husain!!
Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se,
Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se,
Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se..

Chun li khayaal ne jo azal main Ali a.s aien

Bey biz ate rasool ki ismat ka zeb o zain

Alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain

Wannaas ki ye seen ye nuut k dil e Hussain a.s

Har harf kainaat ka akaas ban gaya

Dekha jo ghour kar k tao Abbas a.s ban gaya

SAB KUCH QURBAAN KAR DIA ALLAH KAY NAAM PAR
ASGHAR SA BHOOL BHI NA BACHAYA HUSSAIN NA

Woh Kaaba Ko Bachany Wale

Posted in Islamic sms,Noha Sms by Nasira

2 Azeem Qurbaniyaan

(1) Eid-Ul-Azah
(2) Moharam-Ul-Haram

Sal Ka Akhri Mahina Bhi Qurbani,
Pehla Bhi Qurbani

Wo Bhi 10 Ko
Ye Bhi 10 Ko

Wo Bhi Nabi Ka Laal,
Ye Bhi Nabi Ka Laal

Unki Yad Bhi Manaty Hen,
Inki Yad Bhi Manaty Hen

Ye Zabh-E-Azeem,
Wo Shaheed-E-Azeem.

Inhon Ne Khowab Nibhaya,
Unhon Ne Wada Nibhaya.

Wo Sabr Ki Ibtida,
Ye Sabr Ki Intiha.

Ye Kaaba K Banany Waly,
Woh Kaaba Ko Bachany Wale.

Chaltay Chaltay Malang Mila

Posted in Noha Sms by Nasira

Chaltay Chaltay Manzil Pe Pohancha
Manzil Pe Likh Tha   “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Malang Mila
Malang Ne Kaha “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Paon Me Kanta Laga
To Munh Se Nikla “Ya Ali Madad”
Kanta Phool Bana
Phool Ne Kaha “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Rastay Me Munafiq Mila
Munafiq Ne Kaha Tujkhy Kis Ne Sikhaya
“Ya Ali Madad”
Me Hans Kar Bola Paida Hotay Waqt
Roya Tha To Maa Ne Kaan Me Kaha Tha
“Ya Ali Madad”

Faryad Hai Ali (A.S) Ki Duhayi Batool (S.A) Ki

Posted in Noha Sms by Nasira

Girtay Huawy Yeh Keh K Shah e Behar o Bar (A.S) Chalay

Daman Dareeda Khak Ba Sar Noha Gar Chalay

Zainab (S.A) Pukari Doori Se Shah (A.S) Kidhar Chalay

Mur Kar Kaha Uthanay Ko Lash e Pìsar Chalay

Faryad Hai Ali (A.S) Ki Duhayi Batool (S.A) Ki

Tasveer Zalimon Ne Mita Di Rasool (S.A.W.W) Ki

Ab toh Ghazi ko do sada Zainab

Posted in Noha Sms by Nasira

Ab toh Ghazi ko do sada Zainab,
Shimar khaimay may aah na jayay kahin.

Keh rahee thee Fiza yeh ro ro kar,
Ab to khaimay bee jhal chukay Bibi,
Zulm zaalim na aur daayay kahin.

1) Ab Sakina na jaana maqtal may, dhoor say Shimaar dekhta hoga
Ab Sakina na jaana maqtal may, Phir tamachay nah yeh lagaye kahin.

2) Aik hasrat thee Paak Zainab ki, kay alamdaar usko jeetay jee
Aik hasrat thee Paak Zainab ki, Bhen kay kaar kabhi bhulaye kahin.

3) Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki, mussalman ki purrani ahdaat hai
Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki,phir yeh ummat na ghaar jhaalye kahin.

4) Sougaye nehar kay kinaray paar, phir na khaimay main asakay Ghazi
Sougaye nehar kay kinaray paar, yea wafa peh na harf aaye kahin.

5) Momino may jo hay girobandee, mola Mazloom kay jalooso may
Momino may jo hay girobandee, phir na Abid ko khoon rulaye kahin.

6) Bharayga-e-Batool main Akhtar, kaar raha hai dua yea ro ro kaar
Bharayga-e-Batool main Akhtar, Karabala ki zameen dikhaye kahin.

Meri Kismat Me Bhi Asea Koi Sajda Kar De

Posted in Islamic sms,Noha Sms by Nasira

Meri Kismat Me Bhi Asea Koi Sajda Kar De,
Jo Mera Sare Gunahon Ka Mudawa Kar De,
Sari Duniya Se Chura Kar Mujhe Apna Kar De,
Meri Mitti Ko Khudaya Sona Kar De,
Me Tera Chahne Wala hun Magar Hy Hasrat
Jin Ko Tu Chahta Hy Mujh Ko bhi Wesa Kr De

Jab Tumhain Pata Chaley K Koi Momin

Posted in Noha Sms,Seasons sms by Nasira

Jab Tumhain Pata Chaley K Koi Momin
Is Duniya Se Wafat Pa Gya Hey Tu Us ki
Namaz-E-Wehshat-E-Qabar Maghrib K Baad
Ada Karo, Or Jab Tum Is Duniya Se jao Gey
Aur koi Tumhari namaz nehi Padhey Ga
Tu Mein IMAM-E-ZAMANA A.S Tumhari Namaz
Ada karo Ga.

Chaltay Chaltay Manzil Pe Pohancha

Posted in Hazrat Ali sms,Islamic sms,Noha Sms by Nasira

Chaltay Chaltay Manzil Pe Pohancha
Manzil Pe Likh Tha   “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Malang Mila
Malang Ne Kaha “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Paon Me Kanta Laga
To Munh Se Nikla “Ya Ali Madad”
Kanta Phool Bana
Phool Ne Kaha “Ya Ali Madad”
Chaltay Chaltay Rastay Me Munafiq Mila
Munafiq Ne Kaha Tujkhy Kis Ne Sikhaya
“Ya Ali Madad”
Me Hans Kar Bola Paida Hotay Waqt
Roya Tha To Maa Ne Kaan Me Kaha Tha
“Ya Ali Madad”

Munkir-E-Haider Na Hamein Josh Dilaao

Posted in Islamic sms,Muharram sms,Noha Sms by Nasira

Munkir-E-Haider Na Hamein Josh Dilaao,
Behlool Hi Rehne Do Na Mukhtaar Banaao,

Jis Ghar Pe Alm Ho Wahaan Tum Jatay Nahi Ho,
Jannatt Mein B Alam Hai Wahaan Ja K To Dekhaao,

Kaaba Pe Nishani Hai Mere Mola Ali Ki,
Gar Baap K Ho Kabay Ki Diwaar Girao,

Parhta Hai Lahu Noha To Dil Karta Hai Matam,
Azaadaari Pe Pabandi Laga K To Dikhaao,

muharam noha poetry

Posted in Islamic sms,Noha Sms by Nasira

Shaam, Oh Shaam.

Our fourth Imaam, Oh you have answered (x2)
The most difficult time was in Shaam.

1) Oh grandfather what should we tell you of the hardships and cruelty we suffered
We were taken as displays in the streets, your family ill-treated and slandered
Oh grandfather if you could only witness how we were abused in Shaam.

2) The women and children tormented by the image of the heads on the spears
Their faces and heads were uncovered, their innocent faces in tears
Oh grandmother if you could only look at how we were helpless in Shaam.

3) Our little Ruqayya had suffered, she longed to return to Medina
After Karbala, Kufa and then Shaam; she yearned for her sister Fatima
Oh little Ruqayya we miss you, you died as a captive in Shaam.

4) Oh uncle Abbas our defender, we were left without any protection
Your courage and strength would have saved us from the tyrants who imposed affliction
But the enemies brutally killed you, we were prisoners here in Shaam.

5) Oh my courageous aunty Zainab, the religion of Islam was woken
Your sermons brought tears to the people, because of the words that were spoken
Oh Rasulullah if you could only listen to the way she spoke in Shaam.

6) Our beloved fourth Imaam Sajjad we pray you take this as a token
From the love in our hearts for you Imaam, these letters and words have been written
Oh Bibi Zainab and Ruqayya invite us to meet you in Shaam.

Behlool hi Rehne do Na Mukhtaar banaao

Posted in Islamic sms,Muharram sms,Noha Sms by Nasira

Munkir-e-Haider Na Hamein josh dilaao,
Behlool hi Rehne do Na Mukhtaar banaao,
.
Jis Ghar pe Alm ho wahaan tum jatay nahi ho,
Jannatt mein b Alam hai wahaan ja k to dekhaao,
.
Kaaba pe Nishani hai mere MOLA ALI ki,
Gar Baap k ho Kabay ki diwaar Girao,
.
Parhta hai Lahu Noha to Dil karta hai Matam,
Azaadaari pe pabandi Laga k to dikhaao,

Noha sms

Posted in Noha Sms by Nasira

Wo jis ne apny Na Na ka wada wafa kar dia

Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia

Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam

Us “Hussain Ibne-Ali” par lakhon salam

Our fourth Imaam

Posted in Noha Sms by Nasira

Shaam, Oh Shaam.

Our fourth Imaam, Oh you have answered (x2)
The most difficult time was in Shaam.

1) Oh grandfather what should we tell you of the hardships and cruelty we suffered
We were taken as displays in the streets, your family ill-treated and slandered
Oh grandfather if you could only witness how we were abused in Shaam.

2) The women and children tormented by the image of the heads on the spears
Their faces and heads were uncovered, their innocent faces in tears
Oh grandmother if you could only look at how we were helpless in Shaam.

3) Our little Ruqayya had suffered, she longed to return to Medina
After Karbala, Kufa and then Shaam; she yearned for her sister Fatima
Oh little Ruqayya we miss you, you died as a captive in Shaam.

4) Oh uncle Abbas our defender, we were left without any protection
Your courage and strength would have saved us from the tyrants who imposed affliction
But the enemies brutally killed you, we were prisoners here in Shaam.

5) Oh my courageous aunty Zainab, the religion of Islam was woken
Your sermons brought tears to the people, because of the words that were spoken
Oh Rasulullah if you could only listen to the way she spoke in Shaam.

6) Our beloved fourth Imaam Sajjad we pray you take this as a token
From the love in our hearts for you Imaam, these letters and words have been written
Oh Bibi Zainab and Ruqayya invite us to meet you in Shaam.

Ab toh Ghazi ko do sada ZainabAb toh Ghazi ko do sada Zainab

Posted in Islamic sms,Muharram sms,Noha Sms by Nasira

Ab toh Ghazi ko do sada Zainab,
Shimar khaimay may aah na jayay kahin.

Keh rahee thee Fiza yeh ro ro kar,
Ab to khaimay bee jhal chukay Bibi,
Zulm zaalim na aur daayay kahin.

1) Ab Sakina na jaana maqtal may, dhoor say Shimaar dekhta hoga
Ab Sakina na jaana maqtal may, Phir tamachay nah yeh lagaye kahin.

2) Aik hasrat thee Paak Zainab ki, kay alamdaar usko jeetay jee
Aik hasrat thee Paak Zainab ki, Bhen kay kaar kabhi bhulaye kahin.

3) Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki, mussalman ki purrani ahdaat hai
Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki,phir yeh ummat na ghaar jhaalye kahin.

4) Sougaye nehar kay kinaray paar, phir na khaimay main asakay Ghazi
Sougaye nehar kay kinaray paar, yea wafa peh na harf aaye kahin.

5) Momino may jo hay girobandee, mola Mazloom kay jalooso may
Momino may jo hay girobandee, phir na Abid ko khoon rulaye kahin.

6) Bharayga-e-Batool main Akhtar, kaar raha hai dua yea ro ro kaar
Bharayga-e-Batool main Akhtar, Karabala ki zameen dikhaye kahin.

La illah ko bachaya Fatima kay laal nay

Posted in Noha Sms by Nasira

La illah ko bachaya Fatima kay laal nay.

Deen zinda kaar dekhaya (x2) Fatima kay laal nay

1 ) Khainchli Akbar ki barchi jurat o’ himaat kay saath
Apni ankhain bhi na bandhi aur na baitay kay haath
Aik aansu na bahaya Fatima kay laal nay.

2 ) Dekh kaar sabar-e-Hussaini ambiya ronay lagay
Rotay rotay yon khalil ullah say kehnay lagay
Ap kah waada nibhaya Fatima kay laal nay.

3 ) Ladala hoon Murtaza ka aur hoon ibnay Rasool
Main jhukon batil kay agay yeh nahin mujh ko qabool
Faisala apna sunaya Fatima kay laal nay.

4 ) Deen ka daman baaqa ki naimaton say bhaar deya
Akhiri sajda khuda ay lum-yazal ko kaar deya
Saar sajday say uthaya Fatima kay laal nay.

5 ) Sabar say jabar o’ sitam ki toor daali haar umeed
Zulam saray say liya lakin na ki bait-e-Yazid
Saar usoolon paar kataya Fatima kay laal nay.

6 ) Chay mahenay kay pisar ko kaar kay hathon say dafaan
Aay khuda teri raza yak eh raha ta bay watan
Honsala apna bataya Fatima kay laal nay.

7 ) Zakham say kaar sukhar karta ta Sakina ka pidar
Ro rahay tay arsh walay yeh nizara dekh kaar
Arsh walon ko rulaya Fatima kay laal nay.

8 ) Matami Touqeer tumko day raha hay yeh dua
Apni ankhon say tu dekhay wo deyaar-e-karbala
Jis pay apna ghaar lutaya Fatima kay laal nay.

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata

Posted in Noha Sms by Nasira

Ya habibi ya Hussain ya shafi ya Hussain (x2) ya gharibi ya Hussain.

He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind.

1) Rab ki raza say jisnay gaardan katayi, deen-e-Nabi ki jisnay laaj bachayi
Haar ghaar mai jiska farshe matam bicha hai (x2)
Roti hai jiskay ghum mai sari khudaai.

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)

2) Mehman kar kay usko Kufa bulaaya bayyat-e-Yazid ka woh masla uthaaya
Bolay Hussain kabhi mai naa karunga (x2)
Sajday mai jisne apne saar ko kataya.

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)

3) Zahra aur Haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
Khaali sawaali jiske ghaar say naa jaaye (x2)
Hal min ki deta hai woh ban mai sadaaye.

Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)

4) Akbar sa beta diya Ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mai jiski kamaayi
Ab bhi gawa hai uski shaam-e-gharibaan (x2)
Apne lahu say shamma deen ki jalaayi.

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)

5) Koyi naa dekha humnay aisa namaazi, deen-e-Nabi pe jisnay haar shay lutayi
Phool bahatar diye raahe khuda mai (x2)
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi.

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)

6) Jawaad-o-Meesam uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
Phera gaya hai jiski gardan peh khanjar (x2)
Chini gayi hai jiski behna ki chadar

Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (

Noha Khani karta hai hum shaber ka matam

Posted in Islamic sms,Muharram sms,Noha Sms by Nasira

Noha Khani karta hai hum shaber ka matam karta hai. Abbas ka Alam utaati hai. Zulam ka aga kabhi jukta nahi. jetna zulam dhalo hum per umar walo jab bhi kam na huga shaber ka matam.

Alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain

Posted in Islamic sms,Muharram sms,Noha Sms by Nasira
Jawad Ali Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain

Chun li khayaal ne jo azal main Ali a.s aien

Bey biz ate rasool ki ismat ka zeb o zain

Alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain

Wannaas ki ye seen ye nuut k dil e Hussain a.s

Har harf kainaat ka akaas ban gaya

Dekha jo ghour kar k tao Abbas a.s ban gaya

Hum naya Saal manatey hen tere matam se