tasbih travi
Assalam-O-Alaikum!
Mah E Shaban E Moazam Khusoosi Wazaif Aur Azkar
1: Rozana 600 Martaba Is Tasbeeh Ka Wird Karain
“Astaghfirullah Hal’azim Al Lazi La Ila Ha Ila Huwalhaiyul Qayyum Wa Atu Bu Ilaih”
2: Pooray Mah Main 3 Rozay
3: Ghar K Tamam Afraad Mil Kar Yeah Akailay Tanhai Main Rozana Adha Ghanta Durood Sharif Ka Wird Karain
4: Rozana 2 Rakat Nafal Baad Namaz E Isha Ada Karain
(tasbih travi)
