kamre ka bujha balb jalaane kay liye aa
pankhhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa
kamre ka bujha balb jalaane kay liye aa
tamheed-e-judaai hai agarchay tera milna
“aa phir se mujhe chhoR kay jaane kay liye aa”
|
|
pankhhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa
kamre ka bujha balb jalaane kay liye aa
tamheed-e-judaai hai agarchay tera milna
“aa phir se mujhe chhoR kay jaane kay liye aa”
kal jo hua hai daf?atan us se mera mukaalma
khoobiy-e-ikhtisaar ka tajruba kuchh “unique” hai
main ne kaha ke “Bazm-e-Naaz” us ne kaha ke “Kya kaha”
main ne kaha ke “Kuchh nahin” us ne kaha ke “Theek hai”
sun to sahii jahaan main hai teraa fasaanaa kyaa kahti hai tujh se Khalq-e-Khudaa Gaibanaa kya zina saba kaa Dhundati hai apni musht-e-Khaak baam-e-baland yaar ka hai astana kya ati hai kis tarah se meri kabz-e-ruuh ko dekhun to maut dhund rahe hai bahana kya betab hai kamal hamara dil-e-aziim mahmaan saray-e-jism ka hoga ravana
rat ai hai balaon se rihai degi ab na divar na zanjir dikhai degi vaqt guzra hai par mausam nahin badala yaro aisi gardish hai zamin khud bhi duhai degi ye dhundalaka sa jo hai us ko ganimat jano dekhna phir koi surat na sujhai degi dil jo tutega to ik tarfa tamasha hoga kitne
Latest poetry collection of all famous poets coming on paperpk/sms soon