Raat ko naya chand mubarak
Raat ko naya chand mubarak
Chand ko chandni mubarak
Falak ko sitare mubarak
Sitaroon ko bulandi mubarak
Aur aap ko hamari taraf se
chand raat mubarak
|
|
Raat ko naya chand mubarak
Chand ko chandni mubarak
Falak ko sitare mubarak
Sitaroon ko bulandi mubarak
Aur aap ko hamari taraf se
chand raat mubarak
Chand aaya hey nikal har simt ujala hoga
Mehfil-e-Eid ka manzar dilkash nirala hoga
Tum jo aajao ae janab-e-mann
Rang-e-Eid dekhney wala hoga
Eid Mubarak
Zikar Uska meri Kahani main
Chand ka aks jaise pani main
Wo to khamosh hi rahe or hum
Jane kya keh gaye rawani main
Apni ankhian gawai hain hum ne
Apne khuwabon ki pasbani main
Itni muddat ka sath choot gaya
Ik chhoti si badgumani main
Zikar Uska meri Kahani main
Chand ka aks Jaise Pani main
**** Chand Raat Mubarak !! ****
Wishing u kuch khatti,
Kuch meethi,
Kuch chatpati,
Kuch chulbuli
khushion se bhari
Eid Mubarak
Tu chand mangay main chand dedon,
tu raat mangay me raat dedon,
tu dil mange me dil dedon,
tu jaan mange
.
.
.Bas yaar Bhik mangnay ki bhi ek limit hoti hai..
Here comes the day,once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright
And blessing everyone. Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us
“Happy eid”.”Eid mubarak”
Dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai
tum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae hai
chaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai hai
ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai
keh rahe hai hawa mujhy yasir!
us ne mehndi abhi lagaii hai
Chand Raat Mubarak
Mubarak Ho
Chand Nazar Aa Gaya Hai
Mene
Abhe Apni Aankhon Se
Khud
Ko
Ainey Mein Dekha Hai
Is Eid ke Mubarak maukey par,
Poori ho aapki sabhi duayen,
Dil sey yeh dua hai gam na aapko kabhi sataaye,
Allah bless u on this Eid!
*** * CHAND RAAT * *** Mubarak !! Wishing U Kuch Katti Kuch Meethi Kuch Chatpati Kuch Chulbuli Khushion Se Bhari EID MUBARAK …
Close your eyes and
.
imagine my smiley face
.
my eyes
.
my nose
.
my lips
.
my hairs
ok DONE
.
Mubarak ho app ne,
Eid ka chand daikh lia 1 din pehley,
/ ( * |”| CHAND |”| _.^._ _.-”-._ |”| ( ) \____/ ^^^^^^^ /*/ *RAAT* *MUBARAK* Shaban ka chand mubarak ho
Ay Eid k Chand !
kiun krta hay Tu Hum ko Pareshan,
. Tujhay Dekhnay k Liay Bechen
Hen Hum aür Mufti Muneb ur Rehman .
Tujhay Dekh Nhi Patay Poray Pakstan k Insan,
. Mgr kahan Say Dhond Letay Hen Tujhay Sarhad K Kuch Pathan .
“mari” hay Tmana Is bar na Trpana, .
Poray Pakstan Men hum ko ik Sath Nzr Ana
Chand aaya hey nikal har simt ujala hoga
Mehfil-e-Eid ka manzar dilkash nirala hoga
Tum jo aajao ae janab-e-mann
Rang-e-Eid dekhney wala hoga
Yaar bara maza aa raha hai, Molana, Mufti sahiban or sab log chand dhoond rahe hain
.
.
.
.
.
Or main yahan ghar mein chhupa baitha hoon… ![]()
Allah kary har raat chand banke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi na dur ho apky chehre se muskurahat
Har din aysa mehman ban k aye
Dekha Hilal-e-Eid to aaya khayal tera
Wo aasman ka chand ha, Tu chand ha mera
’ * ‘-. _ _ .-’ Chaand ki Pehli Dastak Pay, CHaaNd MuBaRaK Kehtay Hain, Sub Say Pehlay Hum Aap Ko, “Chand Raat Mubarak” kehtay hain.
Agar aap chahte ho k is dafa 29 Rozay hon aur Eid jaldi ho jaye to apne hath uthayen aur ALLAH se mere nazar aane ki Dua karen
chand nikel hi aya,
jisko sawan badli geheer ke lai,
chand ne apni shakle dekahai,
meri duaien youn bar aien….
aaj ke din jo deed huwi hai,,
samjho meri eid huwi hai,
aaj ke din khush hai mera,
roshini hahi,gia andhera,,
masaem jo rashk ka aya,
ankh se bhaga ashk ka saya,
aaj jo dekha hand ko main ne,
dil se duaien har dum mangien”
aye mere ALLAH Saien”…..”
khushian chand dikhata hai,
jo tu ous ko bhi khush rakihna aur ous chand ko hansta rakihna,
ous ko ko,e dukih mat dena,,,,mere chand ko bhi hansta rakihna…