Khaak mujh mei kamal rkha hy
*Khaak mujh mei kamal rkha hy,,
Ay Khuda tu ney sambhaal rakha hy..
Mere aibon pe daal k parda,
Mujhe achhon mei daal rakha hai..
Apne daman se ker k wabasta,
Her musibat ko taal rakha hai..
Main to kab ka mit gaya hota Khudaya .
Teri rhmaton ne sanbhaal rakha hai.
